Kya De Saktha Hu (Shukriya)

Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu,
Kehta Tujhe Bas Shukriya
Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu,
Kehta Tujhe Bas Shukriya

Tujme Hi Meri Subah Tujhme Hi Har Shaam
Tujhse Hi Kartaa Shuru Har Koi Kaam
Tujme Hi Meri Subah Tujhme Hi Har Shaam
Tujhse Hi Kartaa Shuru Har Koi Kaam
Shukriya Kartaa Hu Mein Leke Tera Naam
Aadhar Aur Dhanyavad Aaj Tere Naam

Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Yeshu Tera

Saari Duniya Teri Hai
Sab Kuch Tunein Rachaya Hai
Saari Duniya Teri Hai
Sab Kuch Tunein Rachaya Hai
Mujhko Bhi Tunein Banaya Hai
Tere Jaisa Kiya Hai

Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu
Kehta Tujhe Bas Shukriya
Kya De Sakta Hu Kya Laa Sakta Hu
Kehta Tujhe Bas Shukriya
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Yeshu Tera

Tujhme Hi Meri Subah
Tujhme Hi Meri Har Shaam
Tujhme Hi Meri Subah
Tujhme Hi Meri Har Shaam
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Yeshu Tera

Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya Tera
Shukriya Shukriya Shukriya
Shukriya Teraaa Teraaa