Anand anand anand hai

Aanand Aanand Aanand Hai (2)

1. Abdi Muhobaat Se Hume Prem Kiya (2)
Aapna Beta Hume Bana Liya,
Ye Humara Saubhagya Hai (2)

Chorus:

Hallelujah Sada Gayenge (2)
Hum Prabhu Yeshu Ke Liye (2)
Aanand Aanand Aanand Hai (2)

2. Aanand Ke Tel Se Masah Kiya Hai
Pavitra Sthan Mai Dakhil Hua
Ye Humara Saubhagya Hai (2)

3. Prabhu Ki Stuti Karna Aanand Hai
Prabhu Ki Sewa Karenge Sada
Ye Humara Saubhagya Hai (2)

4. Prabhu Ke Aagman Ki Khushi Hai
Le Jayenge Hume Lalkaar Ke Saath
Ye Humara Saubhagya Hai (2)

5. Siyoon Jalaal Mai Vaas Karenge
Baap Ke Dahine Bait Jayenge
Ye Humara Saubhagya Hai (2)