Shor Duniya Mein Yeh Ho Gaya

Chorus :
Shor Duniya Mein Yeh Ho Gaya
Shor Duniya Mein Yeh Ho Gaya
Aaj Paida Masih Ho Gaya
Aaj Paida Masih Ho Gaya

Verse 1 :
Gadariye Raat Mein Bhedon Ko Charathe The * 4
Doot Sandesh Unhe Degaya * 2
Aaj Paida Masih Ho Gaya
Aaj Paida Masih Ho Gaya

Verse 2 :
Swarg Jhum Jhum Karke Yeh Gatha Tha * 4
Sare Duniya Ka Nur Aagaya * 2
Aaj Paida Masih Ho Gaya
Aaj Paida Masih Ho Gaya

Verse 3 :
Majhusi Sona Murr Loban Leke Aye The * 4
Dekho Mariyam Ka Lal Aagaya * 2
Aaj Paida Masih Ho Gaya
Aaj Paida Masih Ho Gaya